Shanivar ke din bhakti se jaap karna bahut shubh mana jata hai. Isse Shani dosh kam hota hai aur jeevan me sukh aur shanti aati hai.
ॐ शं शनैश्चराय नमः॥
Om Sham Shanaishcharaya Namah॥
नीलांजनसमाभासं रविपुत्रं यमाग्रजम्।
छायामार्तण्डसम्भूतं तं नमामि शनैश्चरम्॥
Neelanjana samabhasam, raviputram yamagrajam॥
Chhaya martanda sambhootam, tam namami shanaishcharam॥
Arth: Is mantra arth hai ki "Main un Shani Dev ko naman karta hoon, jo neele kaajal ki tarah kaale chamakdar rang ke hain, jo Surya ke putra hain aur Yamraj ke bade bhai hain. Jo Mata Chhaya aur Surya se paida hue hain, un Shani Dev ko mera pranaam."
Tags:
Mantra
